The Last Ride
Ho, umar ke hisaab se do guna rutbah hai
Thoda nahi bahut zyada hi hisaab se chalta hai
Aankhon me koi garam chingaari bol rahi hai
Aise hi nahi voh duniya se alag chalta hai
Peechle kisi janaam ke achche karam lagate hai
Ya bhi bhagwaan meharbaan ho rakha hai, ladki

Oh, ladke ke chehere par noor bata raha hai
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki

Logon ke chalne se, peeche nishaan chute hai
Jaise ladka chalta hai vaisa koi rasta nahi bana hai
Duniya ke bahut se chahete bane hai
Fayade ke liye hum kisi ke bhagwaan bhi nahi bante

Maine apne sath apne gaanv ka naam bhi uthaya hai
Bas akela baaja hi nahi uthaya hai, ladki
Bas akela baaja hi nahi uthaya hai, ladki
Oh, ladke ke chehere par noor bata raha hai
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Oh, ladke ke chehere par noor bata raha hai
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Oh, ladke ke chehere par noor bata raha hai
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Anjaan logon ke chehere par lakeerein padti hai
Is hisaab se koi jawan nahi hota
Manna ki logon ne bahut tarraki ki hui hai
Par inti jaldi koi mahan nahi banta hai

Zamaane ko maine palat kar rakh diya hai
Saare riwaaz badal diye hai, ladki
Saare riwaaz badal diye hai, ladki
Oh, ladke ke chehere par noor bata raha hai
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Oh, ladke ke chehere par noor bata raha hai
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Oh, ladke ke chehere par noor bata raha hai
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Bahut logon ki nafrat ka voh hissa bana hai
Bahut usko chahate chahate mar gaye
Duniya bhar me uski tarraki ke jhande jhull rahe hai
Bahut log usko sheher me hi harate harate mar gaye

Jeet se zyada jiski haar bol rahi hai
Yaha se antaza laga lo ki voh kya hai, ladki
Yaha se antaza laga lo ki voh kya hai, ladki
Oh, ladke ke chehere par noor bata raha hai
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Oh, ladke ke chehere par noor bata raha hai
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Oh, ladke ke chehere par noor bata raha hai
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Aap dekhna duniya vaha sajjda karegi
Jaha jaha jatt pair rakhega, ladki
Bade parivaar se hai voh
Bade bade bandon ke sath ladke ki dushmaani hai

Batao konsa Khabbi khan hamaare mel ka hai
Malwa Doaba kya hi Majha, ladki (koi nahi hai mere barabar ka)
Malwa Doaba kya hi Majha, ladki (koi nahi hai mere barabar ka)
Oh, ladke ke chehere par noor bata raha hai
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Oh, ladke ke chehere par noor bata raha hai
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Oh, ladke ke chehere par noor bata raha hai
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Kaal jiske kandhe par gaa raha hai
Ladki, jiska yalgaar uski himmat banta hai
Voh ginti ke din jee raha hai duniya me
Aakhir me jiski tarraki hi dushmaan ban gayi

Mard mashook ki tarah maut ka intezaar kar raha hai
Pata nahi kab darwaza Khadka de (maut), ladki
Pata nahi kab darwaza Khadka de (maut), ladki
Oh, ladke ke chehere par noor bata raha hai
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Oh, ladke ke chehere par noor bata raha hai
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Oh, ladke ke chehere par noor bata raha hai
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Bebaak jiska andaaz hai, ladki
Gaane me virodiyon ke jaise bolta hai
Aise hi nahi duniya uske khilaaf ho rakhi hai
Zarurat se zyada ladka sach bolta hai

Zindagi ki hakeekat likh raha hai
Bahut logon ne Sahiba aur heer par likha hai
Maine Gaurav ko paise de kar nahi jeeta hai, ladki
Akhir me dekhna aap meri tasveer bikkengi

Moose wala (Geetkaar) jeete jee ama rho gaya
Duniya me bahut aawazein (gayak) aayi hai, ladki
Duniya me bahut aawazein (gayak) aayi hai, ladki
Oh, ladke ke chehere par noor bata raha hai
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Oh, ladke ke chehere par noor bata raha hai
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki
Oh, ladke ke chehere par noor bata raha hai
Ki iska jawani me janaza nikalega, ladki

Comments
Post a Comment